Friday, September 23, 2011

Rupees 32 /- of Planning commission

Ab to jhola chhap Doctor bhi 100/- Rs. per day se kam per davai nahi dete 
Bade Hospitals kee to baat hi aur hai.
Birds ko daily danaa dalne wale se poocho wo bhi Rs. 32/- me nahi aata hai
Gareeb kaise jeete hai kaise do time kee roti jutate hai
ye ek gareeb he bata sakta hai. Yojna ayog nahi

Janeshwar Tyagi
Gen. Sec.
West Gorakh Park Welfare Association

1 comment:

  1. 32/- mein wo khana milega jisse khaakar insaan 320/- ki dawaii karne k liye doctor's k pass chakkar lagaega, jiski fees shayad 32/- se jyada hoti hai. ab ye "yojna ayog" khud hi decide karle ki gareebi aur ameeri mein kitne rupyuon ka faasla hai.


    "aam insaan"

    ReplyDelete